Sing Vishnu Aarti with love to get peace, success, and Lord Vishnu’s blessings. Feel safe, happy, and free from problems. Start this joyful prayer today!
Lord Vishnu takes care of the world. People pray to Him and sing His Aarti to get help in life. When we do Aarti with love, Lord Vishnu becomes happy and gives us peace and success. He helps us in difficult times and keeps us safe. During Aarti, we ask Him to remove our problems and give us a good life. Singing Aarti makes our hearts full of joy and removes bad things. If we pray with a true heart, Lord Vishnu blesses us with happiness. His love and kindness make our lives better and full of peace.
Om Jai Jagdish Hare, Swami Jai Jagdish Hare. Bhakt janon ke sankat, Daas janon ke sankat, Kshan mein door kare.
Om Jai Jagdish Hare.
Maat pita tum mere, Sharan gahu main kiski, Swami sharan gahu main kiski. Tum bin aur na dooja, Aas karu main jiski.
Om Jai Jagdish Hare.
Tum poorn parmatma, Tum antaryaami, Swami tum antaryaami. Parbrahma parmeshwar, Tum sab ke swami.
Om Jai Jagdish Hare.
Tum karuna ke saagar, Tum paalan karta, Swami tum paalan karta. Main moorkh khal kaami, Kripa karo bharta.
Om Jai Jagdish Hare.
Tum ho ek agochar, Sabke praanpati, Swami sabke praanpati. Kis vidhi milu dayamay, Tumko main kumati.
Om Jai Jagdish Hare.
Deenbandhu dukh harta, Thakur tum mere, Swami thakur tum mere. Apne haath uthao, Dwaar pada main tere.
Om Jai Jagdish Hare.
Vishay vikaar mitao, Paap haro deva, Swami paap haro deva. Shraddha bhakti badhao, Santan ki seva.
Om Jai Jagdish Hare.
Shri Jagdish ji ki aarti, Jo koi nar gaave, Swami jo koi nar gaave. Kahat Shivanand Swami, Sukh sampatti paave.
Om Jai Jagdish Hare, Om Jai Jagdish Hare, Swami Jai Jagdish Hare. Bhakt janon ke sankat, Daas janon ke sankat, Kshan mein door kare.
Om Jai Jagdish Hare.
Did you like this article?
Chant the Balaji Aarti in English to receive blessings from Lord Balaji for peace, happiness, and spiritual growth.
Recite the Dharmaraj Aarti to seek the blessings of Dharmaraj Yudhishthir for justice, righteousness, and protection from negative forces.
Recite the Lalita Aarti to invoke the divine blessings of Goddess Lalita for protection, strength, and spiritual enlightenment.